Wednesday, July 6, 2016

SAVE ENVIROMENT, SAVE RIVERS AND SAVE HUMAN RIGHT.

bikas  
jab ham bikas ki bat karte hain, tab ham harek ke dimag me adhunik bikas ke dhanche...bade bade Moll, Kal-Karkhane, Dam, Minis, Newyork me maihatan sahar ke 80-100 manjila makan aankhono ke samane ghune lagta hai.. isme  hamari koi galti nahi hai, kyonki desh ki bazar ne bikas ka aisa hi sapna dikha raha hai.
Aisa bikas janha dharti me ek inch mitti, balu nahi rahega, janha ek bhi ghans, ped-paudha, jangal-jhad nahi rahega. janha nadi-jharna nahi rahega. janha kheti-kisani nahi rahegi.  
Janha sirf Moll, unche unche buildings, forlen ki sandken, kal -karkhana, minis, Dam hi rahega...TAB SARKAR , CORPORATE  HAM  LOGON  KO  SIKHLAYA  --SAVE  FOREST, SAVE ENVIROMENT, SAVE RIVERS  AND SAVE HUMAN  RIGHT.

No comments:

Post a Comment