bikas
jab ham bikas ki bat karte hain, tab ham harek ke dimag me adhunik bikas ke dhanche...bade bade Moll, Kal-Karkhane, Dam, Minis, Newyork me maihatan sahar ke 80-100 manjila makan aankhono ke samane ghune lagta hai.. isme hamari koi galti nahi hai, kyonki desh ki bazar ne bikas ka aisa hi sapna dikha raha hai.
Aisa bikas janha dharti me ek inch mitti, balu nahi rahega, janha ek bhi ghans, ped-paudha, jangal-jhad nahi rahega. janha nadi-jharna nahi rahega. janha kheti-kisani nahi rahegi.
Janha sirf Moll, unche unche buildings, forlen ki sandken, kal -karkhana, minis, Dam hi rahega...TAB SARKAR , CORPORATE HAM LOGON KO SIKHLAYA --SAVE FOREST, SAVE ENVIROMENT, SAVE RIVERS AND SAVE HUMAN RIGHT.
No comments:
Post a Comment