Thursday, March 1, 2012

STEEL NAHI AANAJ CHAHIYE...SACH HAI ..PET KO AANAJ HI CHAHIYE..TABHI HAM JINDA RAH SAKTE HAIN..


jharkhand me dhan kisano ka pramukh fasal hai...99 % kisan dhan ki kheti karte hain. dhan ki kheti layak jamin pratiyek pariwar ke pas hai..chahe wo tand ho yah don. tand me log goda dhan bole hain, jabki don me bada dhan ( yani jyada pani wala ) khete karte hain. goda dhan ke liye khet me pani jamaw ki jarurat nahi hai..jabki..bada dhan ko pani jamaw ki jarurat hoti hai.
goda dhan 4 prakar hain...don dhan karib 5o se adhik kisim ka hota hai..ye traditional seed hain. iske liye samaneya-normal pani ki jarurat hai. sabhi ka apna rang-rup our sawad hai..har fashal ka apna samay sima hota hai..

No comments:

Post a Comment